hassilicon.blogg.se

Lyrics of aye khuda zaat ka apni mujhe irfan
Lyrics of aye khuda zaat ka apni mujhe irfan






lyrics of aye khuda zaat ka apni mujhe irfan

Hazrat Alama Mualana Sayid Ahmad Sahid Qazmi Rahamtullah Ta'ala Allay Tauheed Ki Tariff Me Likhte Hai :ĪLLAH Ta'ala Ki Zaat Wa Sifaat Me Kisi Ko Sharik Hone Se Paak Manana Yani Jis Tarah ALLAH Ta'ala Hai Waisa Kisi Ko Khuda Na Maanana Ilm Wa Amaarat Wa BasaaratĪllama Taftaazani Rahimahullahu Ta'ala Shirk Ki Tariff Ish Tarah Likhtey Hai. Lehaza Sab Se Pehle Tauheed Wa Shirk Ki Tarif Ki Jati Hai. Kyon Ke Shirk Ek Esa Jahar Haal Hal Hai Jo Insan Ke Barbaadi Imaan Aur Aa'maal Ko Batil Karne Ka Sabab Banta Hai, Yeh Esa Mauju Hai Ke Jis Par Hamari Dunia Wa Akhirat Ki Bahtari Ka Daromadaar Hai Aur Ish Par Adam Wa Aqfiyat Bina Par Ho Sakta Hai K Kahi Ish Ghalazat Se Hamara Daman Aaluda Ho Chukaa Ho Hamari Dunia Wa Akhirat Ki Barbaadi Ka Samaan Rakha Ho Lehaza Lehaza Ish Ke Bare Me Maalumaat Hasil Karna Har Musalmaan Par Behad Lazim Wa Zaroori Hai. Aur Islam Ke Nazdik Shirk Ka Haqiqi Mahfum Kya Hai. Ish Surat Hal Ko Madh E Nazar Rakh Kar Fakir Ne Ish Mauju Par Qalam Uthaya Take Hamare Musalman Bhai Tauheed Wa Shirk Ki Haqiqi Surat Ko PehchaneĪur Haqiqi Hal Se Aagai Hasil Kar Ke Jaan Sake K Shirk Kya Hai.

lyrics of aye khuda zaat ka apni mujhe irfan

Kitne Afsos Ki Baat Hai K Pura Kufr Deen E Islam Mutheed Ho Chukka Hai Lekin Yeh Log Ummat Par Shirk Wa Biddat Ke Fatve Laga Kar Kuffar Ke Naapak Ajaa'm Ko Taqwiyat De Kar Deen E Islam Ki Zado Ko Khokhla Kar Rahe Hai. Aur Ummat E Muhammdiyah Ka Siraja Bikhairne Me Koi Moqa Hath Se Jane Nahi Dete, Islam Ne Jis Buniyat Yani LA ILLAH ILLAH Par Ummat E Muslimah Ko Mut'heed Kiya Gya Tha, Aaj Wahi Buniyad Fitna Wa Fasad Ki Saqal Me Aap Ke Samne Hai.Īaj Tauheed Ka Barayi Namdai Musalmano Ko Mushrik Kahne Me Zara Barbar Bi Aar Mahsus Nhi Karte. Nihayat Afsos Ki Baat Hai Ke Jis Aqeeda E Tauheed Par Ummmat E Musalimah Ko Muztama Kiya Gya Tha Aaj Usi Ummat K Andar Jahalat Aramwaqfiyat Hone Ki Wajh Se Baaz Logo Ne Ish Pakiza Aqeeda Tauheed Ke Andar Apni Khud Sakhat.Īur Man Pasand Tahrifat Aur Mabha's ljaad Karke Uski Haqiqi Surat Ko Maskh Kar Dia Aur Ummat Me Esa Intsaar Paida Kar Dia Ke Ummat E Muhammadiya 2 Esey Giroh Me Mungshim Ho Gyi K Ek Dusri Ki Khun Ki Pyasi Ban Gyi.








Lyrics of aye khuda zaat ka apni mujhe irfan